Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

20 min
8 servings
  1. 12biscuit Orea
  2. 12biscuit Tuc
  3. 12biscuit Canday
  4. 6 tbspCondensed milk
  5. 2chocolate bar
  6. 5-6cherries for garnish (cut in small pieces)
  7. 1/2 tspbutter for greasing
  8. desiccated coconut for sprinkle

Cooking Instructions

20 min
  1. 1

    Tamam ingredients ko ik jaga kar lein.

  2. 2

    Orea biscuit ki cream alag kar lein.

  3. 3

    Biscuits ke chotay piece kar lein ta ke grind me asani ho.

  4. 4

    Grind kar ke strainer se strain kar lein.

  5. 5

    Condensed milk ki madad se grinded biscuit ko alag alag goondh lein.

  6. 6

    Har dough ko alag alag rakhen.

  7. 7

    Chocolate bar ki chocolate ko hot water ke uper rakh ke melt kar lein jitni filling me dalni ho.ap isme nuts ko grind kar ke b mila sakte hain.

  8. 8

    Ik plastic par butter se greasing karen

  9. 9

    Is plastic ke half par dough rakh ke half se cover kar ke isko bail lein.

  10. 10

    Her dough ko alag alag bail ke phaila lein

  11. 11

    Yahan oreo biscuit last me spread ki hai ta ke is ki waja se dusre biscuit black na hun

  12. 12

    Phir teeno ko ik ke upar ik rakh ke layer bana lein.

  13. 13

    Mid me chocolate fill karein aur halkay hath se roll karte jayen.

  14. 14

    Roll ke corners ko b cover karna hai

  15. 15

    Phir isko 3-4 hr ke liye fride me rakh dein. After freezing ye set ho chuka hoga.iski plastic hata lein.

  16. 16

    Phir is ke slice kar lein

  17. 17

    Then melted chocolate, cherries aur coconut se garnish kar lein.

  18. 18

    Now it's ready to serve.

  19. 19

    Ap isay fridge me rakhen ya bahar ye 3-4 days kharab nahi hunge.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Hina Ibrahim
Hina Ibrahim @cook_16621862
on
in karachi
First Chef Ambassador Karachi Pakistan 🍴
Read more

Similar Recipes