Beef karahi

Mere husband ko karahi bohot Pasand hai in say jub bhi kuch pakanay ka pocho to Sirf yahi and ata hai karahi pakalo ajj Kal Mein bana nahi rahi thi apni tabiat kharab ki waja say but ajj two months baad karahi banai Khush hogay husband
Beef karahi
Mere husband ko karahi bohot Pasand hai in say jub bhi kuch pakanay ka pocho to Sirf yahi and ata hai karahi pakalo ajj Kal Mein bana nahi rahi thi apni tabiat kharab ki waja say but ajj two months baad karahi banai Khush hogay husband
Steps
- 1
Sub say pehlay gosht dho kar us mein adrak lehsan 2 chamach daal k namak taste k mutabiq daal k aur pani jitna gosht gal jay utna daal k gosht galnay rakh dijia gosht gal jay to pani waste mat kijia khushk kar lijia thoda pani bach bhi jay to tomatoes bhontay waqt use kar lijia
- 2
Ab oil garam kijia us mein pehlay gosht fry kar k nikaal lijia ek plate Mein ab gosht nikal k adrak lehsan ka paste aur choti hari mirch ka paste dal k bhon lijia ab tamatar daal k bhon lijia sath hi kuti laal mirch haldi aur namak bhi daal dijiajub timatar bhon jay achay say to Tala hua gosht daal dijia sath black pepper powder bhi daal dijia
- 3
Ab dahi bhi daal k bhon lijia sath 4 hari mich bhi daal k bhon lijia bari wali jub achay say bhon jay to apnay hisaab say masala agar app sarsara chatay hai to rakh lijia warna bhuna hua rakna chahay to rakh saktay hai dam per zeera powder adrak hara dhania bareek cut kar k daal dijia akhir Mein koelay ka dhua day dijia yeh optional hai bus acha lagta hai mazedaar karahi ready
Similar Recipes
More Recipes
-

ALEX xx ✈🇬🇧🇱🇹
-

Dawn
-

Deepa Rupani
-

Kanchan Jadhav
-

Punjabi Soya-Veggie Pakoda Kadi Platter
Bina Anjaria
-

DROOLSOME MORSEL BY AFREEN WASEEM
-

Desi Nariyal Chai or Coconut Shell Nariyal Chai
Namrata sarmah
-

Cafeishq
-

Malika Rattansi -

Chef Mommy Nessa
-

Chef Mommy Nessa
-

Thai Style Stir Fried Bitter Bean with shrimp Homemade Chili Shrimp paste Recipe
ThaiChef food by chef Peach
-

Rekha Pandey
-

Priya Jain
-

Gurpal kaur Ubhi's {Heavenly Jewel Kitchen}
-

Vegetable Masala Maggi Noodles Recipe
Sakshi Nillawar
-

rachita goel
-

syedas kitchan
-

saumya mangal
-

Dolly Kachhwani
-

Subha Suresh
-

Surhaan Tahir Wafai












Comments (3)