Pan Tikka pulao

#motivational post
#recreate
1st tym ye apni hi ye Recipe bnai bht hi lazeez bana bachon ko bhi by had pasand aaya
Pan Tikka pulao
#motivational post
#recreate
1st tym ye apni hi ye Recipe bnai bht hi lazeez bana bachon ko bhi by had pasand aaya
Steps
- 1
Sab sy pehlay
chicke cubes pay addarak ginger ka paste aur dhahi'namak'tikka masala aur garam masala powder laga kar mix karlain. - 2
Koi zarorat nai hey 3 ganatay chhornay ki.
- 3
Agar Marinate karna chahtay hain to 30 minutes ke liye kar lain.
- 4
Ab frying pan main half cup oil dal kar chicken uss main dal kar bilkul halki aanch per paknay dain.
- 5
Aur waqfay waqfay say side change kartay rahain jab pani sookh jaye aur chicken gal jaey to utar lain.
Mazay daar pan tikka readay hai. - 6
AB aik piyaz ko 1 cup oil main brown kar lain phir is main lysun aur addarak ka paste aik table spoon dal kar aik minute take fry karain
- 7
Ab is main 2 addad tamator aur 6 addad green chilli kat ke dal dain.
- 8
Sath hi 1 table spoon salt 1 table spoon sabut garam masala aur 1 table spoon kali mirch aur zera powder dal dain.
- 9
Ab halki aanch per 3 minute take fry karain phir 3-1/2 glass pani dal kar josh dain jab pani main josh aajaey to 2 glass RICE doh kar is main dal dain.
- 10
Jab pani khushk hojaey to halki aanch per 25 minute kay liyay dam dain.
- 11
Jab dam lag jaey to chawal ko dish out karain aur ooper chicken tikkay dal dain.
- 12
Bohat hi tasty pan chicken tikka pulao bany ga
agar aap chahain to hara dhaniya bi pulao pakaty huway dal saktay hain green chilli kay sath..
Bht hi mazay ka bana pan tikka pulao 😋😋😋1st tym banaya😊👍👌na raita na salad aisy hi mazay daar😊😋😋 - 13
SERVE...
Similar Recipes
More Recipes
-

Whole wheat flour (Aata) Pinwheel cookies(No Oven Recipe)
Nikita Singhal
-

Kulsoom Bukhari
-

culinarycubit
-

Gurpal kaur Ubhi's {Heavenly Jewel Kitchen}
-

MOTHER'S DAY SPECIAL, MOM'S FAV PATISAPTA PITHA (#CA26 #mother's_day'26)
ANANYA BHATTACHARYA
-

Ryan
-

Ryan
-

Sudipa Gope
-

Shruti Sriram
-

Jigisha Modi
-

Robert Gonzal
-

Mushroom Swiss Burger Casserole
Dan Flynn
-

Adrianne Meszaros
-

Adrianne Meszaros
-

Fittest Chef
-

Anamika Banerjee
-

Liz Osborn
-

Manju C
-

Mitch 👑
-

Mrs Ovais
-

Muzzdalfa Afza Muzzdalfa
-

Adeya -

Stacy D










Comments (11)