Daal chawal aur keri k pakorey

#mentorship.
Eid key 4th day per daal banai thi, lekin recepie send karna yaad nahi raha. 😊.
Aksar families main, eid ya marriage celebrations ghar main hon tou 3 din sey ziada heavy khana nahi khaya jata.
Phir daal chawal hi bantey hain.. Aur sab mazey se khate hain.
Daal chawal aur keri k pakorey
#mentorship.
Eid key 4th day per daal banai thi, lekin recepie send karna yaad nahi raha. 😊.
Aksar families main, eid ya marriage celebrations ghar main hon tou 3 din sey ziada heavy khana nahi khaya jata.
Phir daal chawal hi bantey hain.. Aur sab mazey se khate hain.
Cooking Instructions
- 1
Daal k liye dekchi main oil dalain, pyaz aur lassan daal kar fry Karen, golden ho tou pani add Karen..(2 glass).boil aye tou, meetha soda, tamatar, laal mirch aur haldi daal Kar darmiani aanch per pakne dein.
- 2
Jab daal soft ho jai, pani khushk ho jai, beat Karen aur namak aur Hari mirch sabut add Karen. 1/2 glass pani add Karen. Hara dhania dalen.
Dum per rakhe. Jitni thick rakhi ho rakhe. - 3
Chawal k liye, dekchi main chawal, ghee, namak aur pani daal kar pakain. Pani khushk ho tou 10 mint dam per rakhe.
- 4
Pakorey k liye bowl Mein besan, haldi, namak, kutti laal mirch dalen. Thora Thora pani daal kar beat Karen. Thick batter Bana lain. Fry kearney se pehle meetha soda 2 pinch add Karen..
- 5
Oil garam Karen, keri k slices ko chal I main rakhe take extra pani nikal jai.
Ek ek piece ko batter main dip Kar k achi tarha coat Karen aur fry Karen. - 6
Golden brown hon tou nikal lain.
- 7
Same batter main, tinday aur aloo k pakoray bhi fry kar sakte hain.
Similar Recipes
-
Chicken smocked kabab.. Chicken smocked kabab..
our family favorite recipe....#eidkaypakwan..5 week challenge..cookpad urooj farhan -
Simple daal chawal Simple daal chawal
Bht garmi horai hai aj daal chawal banayein to socha ap k sath recipe share kron..Wese to hr ghr me bnte hen..sb bht shoq se khate hen.. Neelam Umair -
Moong daal chawal Moong daal chawal
Moong daal chawal bohat jald ban jaty hain sb ky favt hain dahi mila kar khane ka maza hi kuch alg hain yummy🤩#mentorship Aqsa mukhtiar -
Matka Daal Chawal Matka Daal Chawal
Matka daal chawal Lahore ka famous street food hai.thory sy koshish Ke bad almost same taste bana chuky hon.aap bhi try karen.#cpl#Lahore Naureen Khan Lodhi -
Vegetables kabab with simple koshri rice Vegetables kabab with simple koshri rice
yeh recipe specially main nay bachon k liye banae hy kiun k aksar bache vegetables nahi khate so es tarhan k kabab bache dekh k khane lagte hain mere ghar main toh bache bare sab hi vegetables kabab shoq say khate hain ab ap log bataein kesi lagi yeh recipe Syeda Noor -
Daal chawal 😋 Daal chawal 😋
#joy daal chawal bohat sada or mazaydar recipe hay humaray ghar main subh hi esay shok say khatay hain shayad ess ki ak wajha humara Sialkot say talok b hay Sialkoti Dal chawal khanay main kafi mashor hain intahai lazez or simple recipe hay app b try karain without oil recipe Enjoy Cooking With Tahzeeb -
Hyderabadi Khati Daal Chawal Hyderabadi Khati Daal Chawal
#mentorshipTips 01:Daal pakatye waqt wooden spoon use krye steel ka spoon Daal cook krnye may zyada time lein ga jab ke wooden spoon sy Daal quick ban jaye gi aur Taste bhi bhut accha aaye gy.Tip 02: Daal Boil krtye waqt jab Daal may pehla Ubal Aajaye to is may Oil dal dain oil dalnye sy Daal Ubal kar bhair nahi aaye gi. Man-O-Salwa -
Baingan ke pakorey Baingan ke pakorey
#monsoon.Aksar barish ki dishes Main Samose aur pakorey zyada common snacks hotay hain, Lekin hamare ghar Main, kabh kabhi pakorey lunch main chapati k saath khate hain. 😊Last week barish Main Baingan k pakorey banai they. Fatima Mehmood Mughal -
Daal chawal Daal chawal
#ilovecookpadKehnay ko tou bas daal chawal hain lekinisk peechay mehnat puray din wali hai.rice, salad, papar, achar, mirchein, fish aur kia kuch nae jo meri family ko isk sath chaye hota ha.jab tak ye sab lawazmaat na ho tb tak daal chawal incomplete hain.jabse winters eye hain they want fish too.mehnat bht hai magr jab khanay ke time tareef ho tou sari mehnat wasool 🤗 😊 Zainab Aftab -
DAAl CHAWAL PLATTER DAAl CHAWAL PLATTER
#luxurymealThis platter is very yummy ,healthy and economical .Daal masoor wasay tu bohat costly hay but 2 persons ke lyay 150 gm bohat hay as it increase in size when soak in water for 1/2 hour.Mnay isay serve kya with tarka rice and salad ,podina raita ,aur thora sa achar bhi side mn. meray ghar ye combination bohat pasand kya jata even app ke guest bhi bohat low badget mn bohat enjoy krien gay.Is yummy c daal ke sath chawal ka link ye hay:https://cookpad.wasmer.app/pk/recipes/12782710-tarka-chawal-with-massoor-daal?invite_token=vJaGu9z75pd7d7JhF2fauRw3&shared_at=1591391205 Humaira Saleem -
Daal k Pakorey Daal k Pakorey
I belong to a bihari family and almost in every Bihari family we usually make daal k pakorey in our iftar.#cpl#zafran Midhat Jalil -
Matar daal with chawal ki roti Matar daal with chawal ki roti
Ye daal garmi main bohat pasind ki jatai hain bohat hi yummy yumm banti hain hum lo chawal ki roti ky sath pasnd karty hain with lassi❣️❣️😋#mentorship Aqsa mukhtiar
More Recipes
Comments (15)