Paneer balls

Neelam Gupta
Neelam Gupta @Neelamskitchen

Leftover rice and leftover bread se banaye paneer balls, bread ke packet mai hamesha jo upar neeche ki bread hoti hai vah aksar use mai nabi aati hai aur usako koi nahi khata hai. Vah bach jati hai. Un bachi hui bread se bread crumbs bana kar ke paneer balls banane mai use kare. Rat ke khane mai bache hue rice, bread crumbs aur paneer se banai hui kurkuri soft soft paneer balls bana kar parosiyo meethi teekhi chatany aur sauce ke sath. Paneer balls ko starter, party ya brunch ki tarh chay ke sath parose .......

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

10 minutes
  1. 1 bowlleftover rice
  2. 4leftover bread (upar neeche ki)
  3. 100 gmpaneer
  4. 2-3boil potato
  5. 1/4 spoonblack pepper powder
  6. 1/4 spoonred chilli powder
  7. 1/4 spoondalcheeni powder
  8. 1/4dhaniya powder
  9. 1/4amchur powder
  10. Salt as per taste
  11. 1 spoonchopped dhaniya patti
  12. 1/2green chilli ginger paste
  13. Oil for deep fry

Cooking Instructions

10 minutes
  1. 1

    Rice ko fridge mai se nikal kar 5 minutes tak stream kar le.Rice ekdam soft ho jayege fir rice maise kar le.

  2. 2

    Potato ko maise kar le.

  3. 3

    Paneer ko kaddukas mai ghis le.

  4. 4

    Bread ko mixer mai griend karake bread crumbs bana le.

  5. 5

    1/2 bread crumbs,maise kiye hue potato, rice and paneer ko mix kar le.

  6. 6

    Ab usame sabhi masale chopped dhaniya, green chilli ginger paste dal kar mix kare aur daugh banale.

  7. 7

    Ab lemon ke size se chote sabhi balls bana le.

  8. 8

    Gas par kadai mai oil garam kare.Bache hue 1/2 bread crumbs mai balls ko lapet kar garam oil mai high and medium flam par deep fry kar le.

  9. 9

    Balls ko ek plate mai nepkin ke upar nikal kar rakhe jisase extra oil nikal jayega.

  10. 10

    Paneer balls daddy hai. meethi teekhi chatany aur sauce ke sath garam garam serve kare.

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Neelam Gupta
Neelam Gupta @Neelamskitchen
on
Cooking is my passion. I love cooking and sharing my recipes with cookpad and my friends.
Read more

Similar Recipes