Kachori Bhaji(Halwa pori)

#defenceday
Hamary watan KY piyary byty apny buzrugo ki bahaduri,qurbani,r Azam ki riwayat ko zindah rakhny KY liye pori tarah tayyar hyn.pori qoum apny bahadur foj KY sath khari Hy.jo khon KY aakhri qatry tak Aazadi r qoumi waqar ko sar buland rakhny KY liye pur Azam Hy.pak foj zindahbad Pakistan zindah baad.
Cooking Instructions
- 1
Aaty r mydyh my all ingredients Mila Kar pani sy dough bana Kar dhak Kar aadhy ghanty rakh dy.phr balls banayn r oil laga Kar aadhy ghanty rakh dyn.phr kachori ko byl Kar tez ghee my fry Kar Lyn.
- 2
Aalo ko chel Kar dho Kar cubes my Kat Kar all spice's Dalyn r 3cup Pani Dal Kar dhak Kar Aalo galalyn.phr Aalo halky still mash Karyn imli pulp r Hari mirchyn Dal dyn.aalo ki tarkari ready Hy.
- 3
Boiled cholon my all spice's r 1/2 cup Pani Dal Kar low flame Par 5mint pakayn.phr imli pulp r Hari mirchyn Dal dyn cholon ki tarkari ready Hy.
- 4
3cup Pani my sugar,ghee r Elaichi Dal Kar pakayn sugar desolve ho jy to cholha band krdyn.pan my soji Dal Kar low flame Par bhony Jab soji pink ho jy to sugar syrup Dal dyn.boht dhyhan sy Dalyn ak dam sy Pani opar ayga cholha band Kar ke Pani dalyn.phr low flame Par 10 mints pakayn.Elaichi powder kewra water r colour Dal Kar dhak Kar rakh dyn.halwa thick hojy to badam coconut Dal Kar serve karyn
- 5
Mazydar traditional halwa pori tarkari tayyar Hy.
Reactions
Similar Recipes
-
Aloo ki bhujiya (Halwa puri wali) Aloo ki bhujiya (Halwa puri wali)
#joyThis is a jhatpat & my son's most favourite bhujiya... He asks me after every 2 or 3 days to cook it for him.. so here's the recipe... Savaira Momin -
Halwa poori aloo tarkri Halwa poori aloo tarkri
Aslam ualikummmSardio k khna ki Kiya but ha hr musam ALLLHA k bri nimat ha sukar hai us Malik ha sardi mein in pyari pyari nimato k khna k moqa MILTA hai ....#mousam ki sougat#Halwa pori aloo tarkri Umme Ali -
Halwa pori weekend breakfast Halwa pori weekend breakfast
#joy halwa pore bachon or bardon ko bohat pasandh hot hay aksar log esy weekend pay zaror banaty or khaty hain ess ke leyh khas tip yeh hay ke dough banay ke leyh neem garam pani say dough ko banain ess say pori achy say pholy gee Enjoy Cooking With Tahzeeb -
Desi halwa poori Desi halwa poori
#myculturalrecipegher walon ki sub ki pasand sunday aur friday special halwa pori jo zamane se chalti a rahi hai india pakistan bangla daish asian countey mostly like it❤️ Annies_book -
Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️ Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️
Bache raat bhar jagte rahen jab Mein fajar main oothi to in ko bhook lg rhi thi aur Kahan aaj halwa poori khane ka Dil Cha rha hai lockdown ki wajha se halwa poori Wala bhi band hai to main ne Ghar par hi bana lya beti me Kahan mamma bahir se bhi zyada mazedaar hai Mera Dil khoosh ho gya waqai bht yummy nashta waooo ♥️. #WokCooking Shabbir Dalal -
Halwa poori recipe Halwa poori recipe
#wearetogether halwa poori Indian sub content dish hai lekin ab yeh Pakistan or Bangladesh main bhi banai jaati hai I love halwa poori ismain se poori ki recipe daal chuki hon abhi sirf halwa or achaari tarkaari ki recipe daalrahi hon . Hafsa Xaqib -
Halwa puri channay tarkari Halwa puri channay tarkari
Punjab ka fav nashta jis k bagair sunday adhora hota hai.aur homemade ki to baat ki alag hoti hai.Puray Pakistan ka fav nashta hazir hai.#Lahore #cpl Saima Sameer Ali -
SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa) SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa)
#WinterTreatsSuji ka Halwa itny dino baad suji ka halwa puri khaya 😊 bhot yummy tha ghr mein sub ne tareef ki ap log b try krna 😀 Hira Naz -
Halwa pori Halwa pori
Shabe Barat mein mery ghar ki most favorite halwa pori . Joined family mein sub ki Koshish Hoti k Mera Khana best ho or phir koi tahwar ho tu ya Koshish urooj per Hoti . I am not cooking expert lakin hameesha technically Koshish karti ho kuch bnao . Tu ahye kuch easy or simple method share karti ho jis sy jaldi Khana bana jaye Fiza Iftikhar Malik -
Halwa, Puri, aloo tarkari & chane ki tarkari Halwa, Puri, aloo tarkari & chane ki tarkari
#referby_Noori malik 1 Sam Khan -
Halwa Poori Halwa Poori
#cookwithhumaJab sunday ho lekin roza bhi ho tou bhala nashtay mein halwa poori tou kha nahi saktay. Tou kyun na sunday ki iftar main enjoy kar liya jayay. Presenting aaloo ki bhaji, poori and sooji ka halwa 🤩🥰 Aamna Saad -
More Recipes
Comments (3)