Roasted and spicy chutney

Zobia Sajjad
Zobia Sajjad @zobiasajjad
Karachi, Sindh, Pakistan

#cookwithhuma
Yeh bohat hi unique recipe hai, aap zaroor try karen. Kaafi haazme daar hai. Isw mattar pulao ke sath khaayen bohat hi mazedar hai. Try karke bataye kesi lagi. Iftari ke liye behtareen chutney hai. Roll samoso kisi ke sath bhi use karen.

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

10 mins
20..25 servings
  1. 1/2 kgimli
  2. 2 tbspoil
  3. 3whole lehsan
  4. 1/2 cupsabut lal mirch
  5. 1/2 cupsookha dhania
  6. 1/2 cupsabut dhanja

Cooking Instructions

10 mins
  1. 1

    Tamam saman ko ek jagah karle

  2. 2

    Sabut lal mirch, zeera or dhania ko roast karlen ek se do min

  3. 3

    Phir in teeno grind karlen

  4. 4

    Imli ko half cup pani me bigho ke uski ghutliyan nikal dein or desi lehsan ko baarik baarik cut karke

  5. 5

    Tamam ingredients ko grind karlen as may oil bi daal dein. bohat hi mazedar chutney tayyar

  6. 6

    Pakaro ke sath serve karen

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Zobia Sajjad
Zobia Sajjad @zobiasajjad
on
Karachi, Sindh, Pakistan

Similar Recipes