Rajma Lobia ka Salan Kidney Bean Curry

Hamza khan
Hamza khan @cook_18003142

#Desimeals
Hamary ghr mein rajma bht pasand kia jata hai specially jub sath mein chutni ho or sath mein achar yum or salad to lazmi wasy to ami banati hai but is bar many khud banaya kafi enjoy kia banaty waqt b or khaty waqt b..

Rajma Lobia ka Salan Kidney Bean Curry

#Desimeals
Hamary ghr mein rajma bht pasand kia jata hai specially jub sath mein chutni ho or sath mein achar yum or salad to lazmi wasy to ami banati hai but is bar many khud banaya kafi enjoy kia banaty waqt b or khaty waqt b..

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

30 mint
3-4 servings
  1. 1 CupKidney beans (Boiled kidney beans with 4 cups of water & 1/2 Tsp salt)
  2. 5 TablespoonOil
  3. 1Medium sized chopped Onion
  4. 1 TeaspoonGinger paste
  5. 1 TeaspoonGarlic paste
  6. 1 Teaspoonkashmiri chilli powder (Not spicy)
  7. 1 TeaspoonCoriander powder
  8. 2 TeaspoonRed chilli powder
  9. 1 TeaspoonCumin seeds
  10. 1 TeaspoonCumin powder
  11. 1/2 TeaspoonGaram masala
  12. 1/2 TeaspoonBlack pepper
  13. 1/2 TeaspoonTurmeric powder
  14. Salt as required
  15. Water as required
  16. 1/2 CupTomato puree
  17. 2-3Green peppers (Cut into sliced)
  18. 1 Handfulfresh coriander

Cooking Instructions

30 mint
  1. 1

    Prepared all the ingredients.

  2. 2

    Phir is ke baad ak bartan mein oil daly or oil ko achi tarha garam kary jub oil garam ho jaye to is mein onion dal dy or onion ko itna fry kary ke ye golden brown ho jaye.

  3. 3

    Jub onion golden brown ho jaye to is mein ginger garlic paste add kary or achi tarha mixed kary.

  4. 4

    Jub onion or ginger garlic achi tarha fry ho jaye to is mein kashmiri lal mirch,red chilli powder or coriander powder add kary.

  5. 5

    Is ke baad is mein cumin seeds cumin powder or haldi shamil kar dy.

  6. 6

    Is ke baad is mein namak garam masala or black pepper add kar dy.

  7. 7

    Ab is sary spices ko achi tarha mixed kary or yahi rajma wala pani he thora thora add kary taky masala jaly nahi.

  8. 8

    Ab is masaly ko achi tarha bhony taky ye oil chor dy jub ye oil chor dy tb is mein tomato puree shamil kar dy.

  9. 9

    Ab is masaly ko tomato puree ke sath achi tarha pakaye taky ye oil chor dy or sath mein green chilli b shamil kar dy.

  10. 10

    Ab last mein is mein ye lobia rajma shamil kar dy pani ke sath agr apko or shorba b chai ho to ap or pani shamil kar skty hai.

  11. 11

    Ab ap isko cover kar ke 5-10 mint tak ke liye aram sy pakny dy jub 5-10 mint ho jaye to flame ko off kar dy or dishout kardy.

  12. 12

    Mazy dar yummy rajma curry ready to serve.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Hamza khan
Hamza khan @cook_18003142
on

Similar Recipes