Chat pati Aloo ki bhujiya with ublay anday n roti 😋

#ambassador
Chat pati aloo ki bhujiya ye ek aisi dish hai jo bachay
Andon ke sath shoq sy kha letay hain nahi to daal sabxi to unn ke halaq sy nahi utarti😜😁
Chat pati Aloo ki bhujiya with ublay anday n roti 😋
#ambassador
Chat pati aloo ki bhujiya ye ek aisi dish hai jo bachay
Andon ke sath shoq sy kha letay hain nahi to daal sabxi to unn ke halaq sy nahi utarti😜😁
Cooking Instructions
- 1
Sab sy pehly aloo ko gol gol kat ke dho k15, 20 mint pani main dal ke rakhain.
- 2
Phir piyaz light brown kar ke lehsan adrak ka paste dal kthora pakain.
- 3
Abb tamater green chilli dal ke chilli flakes, namak,haldi., zeera n dhaniya powder dal ke masala thora bhon ke halki aanch kar ke tamater galny dain.
- 4
Jab tamater gal jayin to pissa garam masala n pissi kali mich dal ke thora masala bhonain n allu dal ke masala aloo main mix kar ke 1/2, glass pani dal ke halki aanch par pakny dain.
- 5
Jab aloo gal jayin to sookhi methi dal ke 5, mint dam day dain.
- 6
SERVE...
Phir hara dhaniya dal ke ublay andy n roti ke sath serve karain
Similar Recipes
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Mix Vegetables...pakora Mix Vegetables...pakora
#SabziAalu piyaz ke pakoray to banty rehtay hain aaj mainy 1st tym band gobi and aalu gajer ke pakora banaye bht tasty banay aap bhi zaror try karain. tandor ki roti salad ya aisy hi chutney and ketchup sy bhi kaha saktay hain. Naila Asif -
#soupsalad #soupsalad
Lauki bahut healthy hoti hai magar bache lauki pasand nahi karte hai.to ham soup banake khilate hai aur unhe pata vi nahi chalta ki unki pasandida soup lauki ki hai 😁.aur ha lauki apni garden ki hai. Aneeta Rai -
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
-
-
Masaura balls soup...#SoupSalad Masaura balls soup...#SoupSalad
Ye Nepal ki bahut purani recipe hai. Is ko bahut sare potatoes boil karke, saunf, methi dana, chamsur saag (jaise methi ka saag hota h y usi trh ka saag hota h), ko chota chota cut ker ke mash kiya jata h. Boiled potatoes ke sath mix ker ke ball banake dhup me sukhaya jata hai. Aaj ham isi dried ball ka soup banane ki recipe bata rahe hai. Ise Nepal me masaura soup kahte hai. Aneeta Rai -
Chicken swiss roll Chicken swiss roll
Ye hai meri special recipe jo parties ke liye aur bacho ke lunchbox ke liye perfect hai, this recipe is for my kid. #favourite Uzma's recipes -
Cubes balusahi Cubes balusahi
Ye balusahi ka hi alag shape hai.balusahi ki size badi hoti hai aur khate waqt bacho ke muh me nahi jati hai to hamne ek ek niwale ka balusahi banaya hai. Aneeta Rai -
Chawlon ki kheer Chawlon ki kheer
#PAKISTANKAMEETHA ...pakistan ke meethon mein ek name kheer ka bhi hai jo hamaray ghar aksar eid ke din banti ya kisi ki dawat karny par banti ..abb to farmayesh par banti hai..kheer main hamaish nido doodh ki banati hon sada si bht achi banti hai.. Naila Asif -
SINGHARE ke aloo pakode #ifoodieneha4you SINGHARE ke aloo pakode #ifoodieneha4you
In fasts one thing I like to eat the most is singhare ke pakode. Easy to make & tastes the best .Without fasts also try these crunchy pakode m sure you will love them too as much as I do. #ifoodieneha4you Sachin Bansal -
Mutton shanwari karahi Mutton shanwari karahi
Highway dhaba style karahi most favorite dish of my inlaws.#EidKayPakwan#cookpad Syeda Sarah Taha
More Recipes
Comments