Cooking Instructions
- 1
Tamatar ko fine chop Karke usmein haldi kuti lal mirch namak add Kar ke cook karenge jab tak tamatar ka Pani dry na Ho jaaye
- 2
Alag pot mein oil ko garam karenge usmein jeera karri Patta kalaunji
- 3
Lal sabut mirch garlic zeera oil mein dal kar usko fry karenge phr us mein hari pyaz add Kar ke fry karenge jab tak who light pink na Ho jaaye
- 4
Jub Pyaz light pink ho jay Pyaz ko tamatar ke paste mein add karenge Jo paka ke rakha hua tha
- 5
Aur phr tamatar aur pyaz ko mix Karke acche se pakaayenge 15 20 ka liye acche se bhunenge jub oil upar na jaaye chutney ke or phr 5 mint ka low flame per pakaayenge cover Kar ke
- 6
Tamatar ki chutney ready hai
Reactions
Written by
Similar Recipes
-
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
-
-
-
-
Karahi qeema Karahi qeema
I am not a very good cook,but sometimes I love to cook for my family Referred by kokab Shahbaz Riaz -
-
-
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif
More Recommended Recipes
https://cookpad.wasmer.app/us/recipes/16684913
Comments (8)