Matar paneer

Mere bete ke birthday me banaye sabhi recipeyo me se pahli pasand.us ko bahut pasand hai.mere hatho ki matar paneer🤗😍
Matar paneer
Mere bete ke birthday me banaye sabhi recipeyo me se pahli pasand.us ko bahut pasand hai.mere hatho ki matar paneer🤗😍
Cooking Instructions
- 1
Sare onion ko chhil kar.dho le. uske baad onion ko chopping kar lenge.
- 2
Matar ke daane ko nikaal kar dho le
- 3
Paneer ko cube jaisa cut kar le.
- 4
Mustard oil garam Karke paneer ko halka tal le
- 5
Garam Mustard oil me jeera or hing daal kar uske baad onion or salt dal kar halka brown hone tak Bhanje.
- 6
Uske baad sabhi mashale ko mixer me mahin pees le or bhuje huve onion me daal kar achhe se bhuje
- 7
Jab mashale bhunj jaye to usme tomato sauce dale or malai ko dale or 5min take bhunje.
- 8
Uske baad matar ko dal kar 2min take bhunje.
- 9
Ab paneer ko bhi daale
- 10
1min tak bhunje.
- 11
Or 1 glass Pani daale or mila kar sabji ko 5min ke lia dhak de.
- 12
Or bich2 me dhakan hata kar chala de.or garam mashala v daal de
- 13
Or jab pani sukha jaye or matar gal jaye tab aapki sabji taiyar hai.
- 14
Very tasty sabji banti hai.ghar me sabji ka pasand aayegi.try it
Similar Recipes
-
🫕🫛Matar Paneer 🫛🫕 🫕🫛Matar Paneer 🫛🫕
Matar paneer is a very simple yet delicious curry made from “matar” (Hindi for “peas”) and paneer (fresh cheese). This recipe is a simplified version of the original Indian Matar Paneer, but it is still a powerhouse of flavor and richness.If paneer is not available in your region, you can easily make your own with just two simple ingredients: whole milk and lemon. There is a recipe on my page you can easily follow.NOTES:* Paneer should look like the picture, not not over brown or they will harden. It’s a okay if not all sides get brown.#CA2025 Veggie K -
Masaura balls soup...#SoupSalad Masaura balls soup...#SoupSalad
Ye Nepal ki bahut purani recipe hai. Is ko bahut sare potatoes boil karke, saunf, methi dana, chamsur saag (jaise methi ka saag hota h y usi trh ka saag hota h), ko chota chota cut ker ke mash kiya jata h. Boiled potatoes ke sath mix ker ke ball banake dhup me sukhaya jata hai. Aaj ham isi dried ball ka soup banane ki recipe bata rahe hai. Ise Nepal me masaura soup kahte hai. Aneeta Rai -
-
-
-
-
-
#soupsalad #soupsalad
Lauki bahut healthy hoti hai magar bache lauki pasand nahi karte hai.to ham soup banake khilate hai aur unhe pata vi nahi chalta ki unki pasandida soup lauki ki hai 😁.aur ha lauki apni garden ki hai. Aneeta Rai -
-
-
-
#Stuffed paneer curry in different style #Stuffed paneer curry in different style
#goldenapron# paneer ka khazanaAnother's paneer dishes like shahi paneer,matar paneer,paneer burji, beans with paneer all u can go through my own page. Rita Mehta ( Executive chef )
More Recipes
Comments