Seviyon ka zarda
Steps
- 1
Sbse pehle ek pot ko medium flame pr rakhen aur usmen pani aur cheeni shamil kren aur sheera tyar krlen.
- 2
Ek pan ko medium flame pr rakhen aur usmen oil shamil kren aur sath hi chotti ilaichi aur laung shamil krke khushboo ane tk bhoon len.
- 3
Jese hi ilaichi aur laung ki khushboo ane lge to seviyan shamil krke light golden brown hone tk bhoon len.
- 4
Ab sheera aur doodh shamil kren aur low flame pr pani khushk hone tk pkaen.
- 5
Jb pani khushk hojae to badam aur kaju shamil krke low flame pr 10 mins keliye dum pr pkaen.
- 6
10 mins baad flame off krden aur dish out krlen.
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Hammad Nadeem know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Nyambura mwangi
-

KaZ Naka
-

Swati Sheth
-

Foram C. Virani
-

Karuna Naveen Chandwani
-

Mukti Sahay
-

Beena Radia
-

Beetroot Sweet Potato Tikki / Pink Tikki
Swati Ganguly Chatterjee
-

Vedang -

One Pan Cajun Cheesy Sausage Pasta
Plain Jane
-

Umeboshi onigiri/ plum rice ball
ThuThao Le
-

Diana Zebadúa -

kairynel
-

Jayshree bhatt pandya हर फूड कुछ कहता है💕
-

Dal Bati With Air Fryer / Gujrati Recipe
Krishna Biswas
-

Gabriella's kitchen254
-

Nargis shaikh Shaukat
-

Subha Suresh
-

Ruchika Patel
-

Vanya Sharma
-

Braedene Bevan
-

Diana Zebadúa -

Daxa Parmar















Comments (2)