Instant achari sauce chicken 😋😋

Shan k masala store se purchase kya tha to ye shan ka achar gosht sauce gift mein mila to aaj bana lya bht different taste aya khatta sa aur atni jaldi ban gaya bottle par recipe likhi hui hai oosi ko follow kar lya bs mein ne chicken mein bnaya aap koi bhi meat use kar sakte hai amazing na tomatoes kate na lehsan adrak kuch bhi nahi dala sub isi bottle mein tha 😋❤️
#Dosti
#Ambassador

Steps
- 1
Patili mein oil dalen is mein chicken dalen aur stir fry karen
- 2
Phir shan achar gosht sauce hari mirch chak kar k seeds remove kar k is mein bhare
- 3
Phir bottle ki sauce chicken mein dalen aur bhoone
- 4
Phir bottle mein thoda pani dal kar bhi dal dain
- 5
Phir half chicken gl jaye to is mein dahi phaint kar dalen aur 1 glass pani dal kar paka lain
- 6
Jab bhoon jaye to is mein bhari hui mirch dalen aur dum par rakh dain
- 7
Aur jab oil ooper a jaye to serve karen hara dhanya garnish karen chapati, tandoor ki roti se khaye yummy ❤️😋
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Shabbir Dalal know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Luxurious Creamy Sausage Pasta
Jack Pease
-

Payasam (akkara adisal) with Bengal gram and Milk
Lakshmi Sridharan Ph D
-

Hetal Poonjani
-

Sheeza Wajid Siddiqui
-

Shivani gori
-

Mutton keema in pressure cooker
Soumini Bhattacherjee
-

Traditional Argentine Chimichurri
Noah Villalba -

Bhoger Khichuri - Durga Puja Special - Bengali style
Manisha Sampat
-

Barnali Debdas
-

Finally Found a Use for Rice Paper! Cheesy Waffles 🧀
OnlyProven Recipes
-

Mexican chicken and Avocado soup
Roxanne King
-

Passi Vikshali
-

Christina T
-

Joshua Dirks
-

Jeff Lynch
-

Basundi (Maharashtrian milk dessert)
Vaishali Suhas
-

Sarita Srivastava
-

Mamta Pandya
-

Mamta Pandya
-

Fareedah Yahya
-

Amina Malan
-

Hina Ibrahim
-

Eric Groskopf
-

Batul's Kitchen
-

Lakshmi Sridharan Ph D

Comments (3)