Cooking Instructions
- 1
Sab se pehly payaz ko oil mein bhon lain ke halka brown hone lage. Ho jae to nikal lain.
- 2
Ab 1cup pani shamil karain aur ache se graind kar ke paste bana lain.
- 3
Phir jug mein tamatar, lahsun, sabaz mirch, Adrak, namak, laal mirch, dara mirch, zeera aur garam masala shamil karain.
- 4
Aur 1cup pani daal kar graind kar lain.
- 5
Ab chicken mein tamatar ka mixture aur haldi daal kar chicken galne taq paka lain aur bhon lain.
- 6
Bhon lain to payaz ka paste shamil karain aur 5 minutes dam per paka lain.
- 7
Oil uper a Jae to sabaz dhanya shamil kar ke mazeed 5 minutes dam per paka lain.
- 8
Mazedaar simple chicken qorma tayar hai.
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
-
-
-
-
-
-
-
Lemon masala fruit chaat (Ramadan iftar) Lemon masala fruit chaat (Ramadan iftar)
#PAKNIG#MENTORSHIPToday I am sharing with you guys the recipe of lemon masala chaat.Try this amazing recipe and share your experience with me. Haya Ali -
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif
More Recipes
https://cookpad.wasmer.app/us/recipes/11336573
Comments