Palak gosht

Main pakistan hon
Main pakistan hon
Main zindabad hon.#Defencs_day 17
Palak gosht
Main pakistan hon
Main pakistan hon
Main zindabad hon.#Defencs_day 17
Cooking Instructions
- 1
Pateeley main oil garam kar ke Pyaz golden brown fry karen or phir Adrak lahsan paste 2tbsp dal ke sotey karen, ab gosht dalen bhoon lain, ab 1 se 2 glass pani dal ke gosht gala lain jab pani dry hojaye to bhoon lain,
- 2
Ab Tamater dal ke bhoon lain, phir tamam masaley dal ke bhoon lain, ab Dahi dal ke bhoon lain jab oil uper ajaye to choola band kardain,
- 3
Ik pateeley main palak, methi, Soya or hf ik cup pani dal ke halki aanch pe pakney dain jab palak gal or pani dry hojaye to choola band kardain,
- 4
Ab palak gosht main dal ke mix karen or 5 min tak bhoon lain, phir Hari mirch chopped 2 dal ke 10min halki aanch pe dam pe laga lain,
- 5
Akhir main hara dhanya chopped dal ke mix karen or dish out karen,
- 6
Tandori naan ke sath serve karein..
Similar Recipes
-
-
-
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
-
-
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
-
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
-
-
More Recipes
Comments