Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 2 cuparhar ki daal
  2. 1 cupbhindi barik kati
  3. 1 cupbengan barik kta
  4. 1 cupgajar barik kati
  5. 1 cupmatar barik kati
  6. 1 cupgobhi barik kati
  7. 1 cupbins barik kati
  8. 2tamatar barik kta
  9. 2hari mirch kati
  10. 1 cupshimla mirch barik kati
  11. 1 cupsitafhal
  12. 1 cupemli ka paani
  13. 1 spoonmustard
  14. 1/2 spoonlal mirch
  15. 1/2 spoonhaldi
  16. 1/2 spoongaram masala
  17. namak test acording
  18. 1 spoonsambar masala
  19. mustard oil
  20. kadhi patta

Cooking Instructions

  1. 1

    Pehle arhar ki daal pressure cooker me haldi namak daal kar 3 seeti lagwa le

  2. 2

    Ek kadai me mustard oil daal kar garam kar le or usme mustard or kadhi patta daal kar paka le

  3. 3

    Jab mustard pak jaye to sari sabjiya daal de upar se haldi namak lal mirch garam masala daal kar dhak de

  4. 4

    Jab sari sabjiya gal jaye to jo humne daal bnayi hai usme sari sabjiya daal kar 2 seeti lagwale

  5. 5

    Seeti kulne ke baad emli ka paani daal de or ek kadai mein mustard oil garam karein usme sabut lal mirch daal de or mustard kadhi patta daal kar paka le

  6. 6

    Ab isme daal daal de or 10 minute pakne de

  7. 7

    Ab gas band kar de upar se sambar masala daal deor 5 minute kane de tyarr hai aapka sambar ise aap kisi ke bhi saath kha sakte hai

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Alka Sharma
Alka Sharma @cook_8351018
on

Comments

Similar Recipes