Palak saag, makke ki roti with buttermilk

Anita Uttam Patel
Anita Uttam Patel @cook_9465276

Palak saag, makke ki roti with buttermilk

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 1/2 kgpalak leaves
  2. 100 gm.khatti palak leaves
  3. 1 tbs amchur powder
  4. 50 gmchanadal
  5. 7-8kali Garlic / garlic cloves
  6. as neededOil
  7. to tasteSalt
  8. 2 cupMaize flour
  9. 1/2 tspJeera
  10. 1/4 tspHeeng
  11. 2 tbspbesan
  12. 2hari mirch
  13. 1 cupcurd

Cooking Instructions

  1. 1

    Palak leaves ko dho ke kaat lein.

  2. 2

    Cooker mein 2glass pani palak,khatti palak leaves,hari mirch kati, namak, chanadaal dal kar pkaayen.ek whistle ke baad flame slow kar dein aur 10 mint pakaane ke baad gas off kar dein aur halka s mash kar dein..

  3. 3

    Besan ko pani mein ghoolen aur saag mein dal dein..flame on karein aur 20/25 mint slow anch mein pakne dein..beech beech mein chalati bhi rahen taki bottom mein lage nahi.

  4. 4

    Last mein oil garam karein aur jeera,hing, lehsun ke tadka dein saag par

  5. 5

    Roti ke liye flour ke dough garam pani s banayen aur khoob maslen.hath s ya polithene sheet mein loi rakh kar bdi karein aur medium anch par sek lein..

  6. 6

    Curd mein 1cup pani, namak, kala namak, bhuna jeera dal kar ache s milayen..baad mein heeng jeera ke tadka dein.

  7. 7

    Agar khatti palak and ho to amchur powder da sakte

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Anita Uttam Patel
Anita Uttam Patel @cook_9465276
on

Comments

Similar Recipes