Zarday ki Kheer

Gull E Shah
Gull E Shah @cook_24233912

#makeandremake
Boooooooooooohat hi mazay ki yai Kheer banti Hai or Yai Mainay Bachay Huye zarday say banai Hai Jo ke Mainay
https://cookpad.wasmer.app/pk/recipes/13702956-zarda?invite_token=VhhT1HLoJBzsFVKZTPnuoS5o&shared_at=1600907872
Mein taqreeban 8 sal ki thi jab school say Aai or Boooooooooooohat Bhook lgi thi Mujhay tab Mujhay cooking Nahi Aati thi or Ghar Zarda para tha to Mujhay to or Khana Passand na tha Mainay Socha Kuch new Karon Mainay damag Lara Kar Socha Ami cheap ki Kheer bnati Hain Yai Bhi to Chawal hain bas Mein shoro hogai jaisay tesay banai lekin tab cheeni ziyada hogai thi Kiyon ke Mein bachi this Yai to malom na rha ke Pagli zarday Mein Bhi to thori cheeni Hoti Khair Kheer Bani to jab mama Ghar Aai or Kheer Daikhi Yaqeen karianb kissi ko believe na ho ke Mainay Banai or Aab Mein yai panga Har bar laiti jab jab Zarda Aay Ghar Mein Aap bhi Eid ki Zaroor try Karain..

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

25 minutes
6 people
  1. 1 CupBacha howa Zarda
  2. Dry Fruits
  3. Toti Fruti
  4. 1 1/2 litreDoodh
  5. 1 cupCheeni
  6. Dry Fruits

Cooking Instructions

25 minutes
  1. 1

    Sab say Pehlay Aik Bartan Mein Dood Eilaichi Dal Kar Achay say boil Karlain.

  2. 2

    Doodh jab boil Honay Lagay to Zarda Dal Kar Achay say mix Karain

  3. 3

    Aab aap isko dheemi aanch pay Paknay ke Liye chor Dain..

  4. 4

    Waqfay waqfay say chamach chalatay Rahain Takay lagay Nahi..

  5. 5

    Jab Bilkul gal jaye to End Mein ghootna chalain or Achay say Chawal pees lain..

  6. 6

    Sath hi Ab is Mein Cheeni shamil karian or mazeed mix karain..

  7. 7

    Ab isay 5 mint Pakain 5 mint ke baad Kheer Tayar hojaye to dry Fruits Daal dain or Achay say mix Karen..

  8. 8

    Flame off Kar ke Kheer ko bowl Mein Nikal lain

  9. 9

    Aur is pay Toti Fruti aur Dry Fruits say garnishing karlain..

  10. 10

    Fridge Mein thanda honay ke Liye Rakh dain..

  11. 11

    Mazeedar Zarda Kheer Tayar Boooooooooooohat Mazay ki hay Aik bar to try Lazmi kijiye GA..

Edit recipe
See report
Share

Cooksnaps

Did you make this recipe? Share a picture of your creation!

Grey hand-drawn cartoon of a camera and a frying pan with stars rising from the pan
Cook Today
Gull E Shah
Gull E Shah @cook_24233912
on

Comments (2)

Nazia Qureshi
Nazia Qureshi @nazia_qureshi
Such a superb remake of zarda.its a real delight to eyes.welldone

Similar Recipes