Cooking Instructions
- 1
Moog Dal dho ke pan me water Dal ke gas pedal chada de And slow heat par cook Karein
- 2
Bich me chalate rahein Pani ki jarurt ho to add kar sakte he
- 3
Dal pak Jaye but bahut galni nahi chaliye aur patli bhi nahi honi chahiye nahi to achi nahi lagti
- 4
AB pan me ghee garamKare And add dalchini,lavag And jeera aue chatkane de
- 5
Fir garlic And ginger Dal kar 2min fry karein And barik cut onion,curry leaves,And green chilli bhi Dal kar 5min Tak fry karein
- 6
Onion light brown ho Jaye to cut tomato Dale aur use galne Tak slow heat par cook karein
- 7
Sabhi chije mix ho Jaye And gal Jaye to cooked Dal Dale,(app masale add karna chahte he to Dal sakte he aap ki echha)
- 8
Boil A Jaye aur sabhi chije mix ho Jaye to last me Coriander Dal kar utar le
- 9
Aap es sukhi sabji aur roti ke sath serve karein
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Kodo Millet (Kodri) Mogar Moog Dal Dosa Kodo Millet (Kodri) Mogar Moog Dal Dosa
#losingweight#Post_4#Date-30/5/2019This dosa is very tasty, easy digestible, rich in vitamins,full of fiber helps in weight loss. Ila Palan -
Moong dal tadka Moong dal tadka
#veg #protien #dal #healthyrecipeYou can replace moong dal with tur dal or massori dal or mix all dal together Spurthi Rao
More Recipes
Comments