Cooking Instructions
- 1
Piyaz ko slice krlain.oil garamkr ky piyaz ko golden fry krky oil sy nikal lain.piyaz ko hath sy choora krlain ya hawan dasty mein cott lain.
- 2
Tamam masalon ko 1/2 cup water mein mix krky rakh dain.
- 3
Oil mein sabut garammasala add krain.adrak lahsan paste add kar ky 2 min fry krain. Mutton add krdain aur bhonain jab tak ky colour change hojye.masaly add krdain bhonain jab oil upar ajye tu piyaz add krdain.5 min bhoon ky 2 cup water add krdain aur medium flame py cook hony dain.
- 4
Jab gosht taqreebn soft hojye aur water dry hony lagy tu dahi mix krain.aloo ko quarters mein cut kar ky add krdain.1-11/2 cup water add krain.aloo galany aur gravy ky lye.
- 5
Jab aloo tender hojain tu shorba/gravy check krain. Apny taste ky hissab sy adjust krlain.agr thick ho tu water add krlain.harimirchain add krdain aur flame off
- 6
Fresh chop haradhania add krain aur mazedar aloo gosht nosh farmain joy ky sath.
Similar Recipes
-
-
Mutton shanwari karahi Mutton shanwari karahi
Highway dhaba style karahi most favorite dish of my inlaws.#EidKayPakwan#cookpad Syeda Sarah Taha -
Aloo gosht shorba Aloo gosht shorba
it is treditional curry I learn from my mother .great taste.Its myall time favourite #cookpad charity Humaira Saleem -
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
-
-
Aloo karahi masaly wali Aloo karahi masaly wali
#wokcooking ya recipe bohat easy ha our testi bi .sab ko ghr may pasand hi Hina Gul -
#soupsalad #soupsalad
Lauki bahut healthy hoti hai magar bache lauki pasand nahi karte hai.to ham soup banake khilate hai aur unhe pata vi nahi chalta ki unki pasandida soup lauki ki hai 😁.aur ha lauki apni garden ki hai. Aneeta Rai -
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
Achari shimla mirch keema - capsicum with beef mince Achari shimla mirch keema - capsicum with beef mince
Here is most demanding keema of my husband .very easy and quick must try it.#Eidkayapakwan#cookpad Syeda Sarah Taha
More Recipes
Comments (5)