Haleem

#muharramspecial
#ambassador
Bachpan se mummy ko Muharram mein Haleem, sharbat aur kheer banate dekha, bohat ehtamam kia jata tha. Ab bhi hamare ghar mein yeh silsila chal raha hay. Magar ab bazar se bhi banwa letay hain deg. Allah sub ki niaz qabol farmayen Aameen.
Haleem banana koi muskil nahi hay. Bus thora patience chahye.
Haleem
#muharramspecial
#ambassador
Bachpan se mummy ko Muharram mein Haleem, sharbat aur kheer banate dekha, bohat ehtamam kia jata tha. Ab bhi hamare ghar mein yeh silsila chal raha hay. Magar ab bazar se bhi banwa letay hain deg. Allah sub ki niaz qabol farmayen Aameen.
Haleem banana koi muskil nahi hay. Bus thora patience chahye.
Cooking Instructions
- 1
Daalon, jow aur gehun ko achi tarha wash kar ke over night bhego dein alag.
- 2
Subh daalon aur Gandum ko boil karnay rakhen, pani dalen haldi 1 tsp aur tez patta daal ke cook karen jab taak gaal jaen achi tarha Ab salt add kar ke mix karen jab gal jae to salt add karen 1tsp..jab uper jhag aae to remove karen.
- 3
Sath hi alag baray pot ya daig mein beef, bones dalen sath adrak lehson dalen, onions dalen, 1cup oil dalen, pani 2litres dalen, masala dalen aur cook karen high flame pe 10_15 mins, boil a jae achi tarha phir flame low karen, cover and cook jab tak gosht bilkul gal jae aur oil uper a jae ga.
- 4
Bones nikal dein. Meat ko mash (ghot) lein ke resha ho jae.
- 5
Daal aur Gandum gal soft ho jae to ghot lein ya grind karen magar mota mota rehnay dein fine na karen
- 6
Jab sub chezen eik jaan ho jae aur resha ban jae to add garam masala and mix. Taste karen salt.
- 7
Ab daalo aur jo, gundum ko qorma waly pot mein daal ke mix karen aur khub ghoten. Yeh important step hay, resha ban jae ga, taste karen. Jab taak sub eik jaan ho jaen ghotna hay khub.
- 8
End mein 1/2 cup ghee /oil garam karen, onions dalen brown ho jae to tarka lagaen haleem pe. Ab dubara ghot lein.
- 9
Jab dane dar resha wala haleem ban jae to cover kar ke dum pe rakhen kuch der. Serve karen lemon, brown pyaz, ginger, dhania Podina aur green chillies ke sath.
- 10
You can also add some kasmiri lal mirch and haleem masala in tarka.
Always use big pieces of meat it makes good reshadar haleem.
Similar Recipes
-
Mutton Haleem Mutton Haleem
This mutton haleem is little bit complicated to make but the taste is super delicious so I made this with my effort. #RamadanSpecial Faiza Asif -
Mutton Haleem Mutton Haleem
#Post14 - This is a very popular Hyderabadi dish during the holy month of Ramadan. It can be prepared with either mutton or chicken. But now a days, you come across vegetarian haleem too. Traditionally it is slow cooked for many hours on an open flame. But I tried the simplest method - Pressure cooking method. It is quite a rich dish with loads of dry fruits and ghee, but it is equally nutritious as it contains various types of lentils and oats (traditionally wheat is used). This delicacy is served with a dash of lime, fried onions, chopped coriander-mint leaves and dry fruits. #goldenapron Bethica Das -
Spicy chana Chaat Spicy chana Chaat
My Ammi recipe or yeh mein un se seakhi buhat Chaat patay banti hai ... #RamdanSpecial #Humacookpaad Ammara Chaudhary -
Smokey flavoured dal Smokey flavoured dal
Dal vahin zayka naya ...dal toh har koi khata hai yeh khaye aur taarife paaye #goldenapron Sufiya Shaikh -
Aloo gosht shorba Aloo gosht shorba
it is treditional curry I learn from my mother .great taste.Its myall time favourite #cookpad charity Humaira Saleem -
Desi Murgh Salan Desi Murgh Salan
Ye hamara ghar ka pala hua murgha tha .. Allah pak darjat buland kre Ameen 😜 Samiya Faheem -
-
Aloo ki akni Aloo ki akni
#referbysairaabdullahAloo ki akni bhat easy and yummy hay. Mujay bhat pasand hay.time consuming hay. Jhat pat banay wali recipe. Jub bhat tired hoon tu yeh recipe bana lain. Mahnoor Mohammad -
Vermicelli chicken cheese kbab Vermicelli chicken cheese kbab
This recipe is very different because vermicelli to log as a sweet use karty hein but mein ny in ko namkeen food mein bhe use kia yeah kbab khany mein bohat mazy k hoty hein crispy and yummy #ramdan ki shaan#cook with huma contest#cookpad pakistan Amna Atiq (Professional Chef) -
-
More Recipes
Comments (5)