Halwa puri channay

Punjab ki puriyon ka nashta to sub hi jante hai so enjoy this yummy meal.
#myculturalrecipe
Halwa puri channay
Punjab ki puriyon ka nashta to sub hi jante hai so enjoy this yummy meal.
#myculturalrecipe
Cooking Instructions
- 1
Sub se phele puriyon ke liye naram atta gondh lein r 15 min chor dein.ab dough se chotay balls bana lein.karhai me oil garam hone rakh dein.oil ache se garam hojaye to pairay ko oil ke sath bail lein r garam oil me dal ke chamach se press kar ke ghomayen puri phool jayegi nikal lein ready hai.
- 2
Channo ke liye pateeli me oil dal ke lehsan paste ko bhon lein.chano ko bhigo ke boil kar lein.ab lehsan paste ke sath zeera,saboot garam masala r onion paste dal ke bhone ache se phir dahi add kar ke bhone ke oil alag hojaye ab sub masalay channay dal ke pani add karen r half hour cook hone dein phir hara dhanya dal ke serve karen.
- 3
Halway ke liye ek pateeli me ghee r illaichi powder dalien r soji ko bhone jab khushbu anay lage to cheeni r milk me food clr mix kar ke add karen r chamach chalate rahen jab tak halwa ghee na chor dein.nuts dal ke serve karen.
Similar Recipes
-
Halwa puri channay tarkari Halwa puri channay tarkari
Punjab ka fav nashta jis k bagair sunday adhora hota hai.aur homemade ki to baat ki alag hoti hai.Puray Pakistan ka fav nashta hazir hai.#Lahore #cpl Saima Sameer Ali -
Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️ Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️
Bache raat bhar jagte rahen jab Mein fajar main oothi to in ko bhook lg rhi thi aur Kahan aaj halwa poori khane ka Dil Cha rha hai lockdown ki wajha se halwa poori Wala bhi band hai to main ne Ghar par hi bana lya beti me Kahan mamma bahir se bhi zyada mazedaar hai Mera Dil khoosh ho gya waqai bht yummy nashta waooo ♥️. #WokCooking Shabbir Dalal -
Desi halwa poori Desi halwa poori
#myculturalrecipegher walon ki sub ki pasand sunday aur friday special halwa pori jo zamane se chalti a rahi hai india pakistan bangla daish asian countey mostly like it❤️ Annies_book -
-
SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa) SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa)
#WinterTreatsSuji ka Halwa itny dino baad suji ka halwa puri khaya 😊 bhot yummy tha ghr mein sub ne tareef ki ap log b try krna 😀 Hira Naz -
Halwa pori Halwa pori
#WOKCOOKING kids ki purzor farmish par banai halwa piri ku ka lockdowns ki waja sa kafi din ho hy asa nashta nai kiya Sadaf Nouman -
Special Halwa puri Special Halwa puri
#PakistanKaMeethaHalwa puri is our Pakistani traditional dessert. We make it on our Special occasions , festivals and also famous in our breakfasts and get togethers.It's also goes well with potatoes Curry and chickpeas masala recipe (find in Cookpad many more recipes are there) also be served with pickes and Vegetables. Halwa is sweetened your taste buds and it's not only sweet , Samolina is also good for health. Hope you like it , we loved it. Enjoy cooking. Keep happy. Umme Hadi~ -
Halwa, Puri, aloo tarkari & chane ki tarkari Halwa, Puri, aloo tarkari & chane ki tarkari
#referby_Noori malik 1 Sam Khan -
Halwa poori recipe Halwa poori recipe
#wearetogether halwa poori Indian sub content dish hai lekin ab yeh Pakistan or Bangladesh main bhi banai jaati hai I love halwa poori ismain se poori ki recipe daal chuki hon abhi sirf halwa or achaari tarkaari ki recipe daalrahi hon . Hafsa Xaqib -
-
Halwa puri with chickpeas, potatoes tarkari🔥🔥😋 Halwa puri with chickpeas, potatoes tarkari🔥🔥😋
Every weekend all family members eat it. It was soo yummy. #wokcooking... Dont forget to like and follow me for a new yummy recipes Fatima Mustafa -
Halwa poori thaaliPart 1 Halwa poori thaaliPart 1
#PAKNIGMy loves this thalli presentation so on his birthday I surprise him by presentation thalli food at home. He love it , actually thalli food is belong to indian and gujrati and we memon our food very common with gujraatis . So in ramzan aloo tarkari and poori is very common at home . So I’m giving some twist with halwa poori adding kheer and fry seekh kabab for a ful menu. Halwa poori is very famous in Pakistan, we also eat as breakfast .so describe thalli dishes is so long so describing in parts . In part 1 sooji (semolina) halwa and poori. Haniyah’s kitchen
More Recipes
Comments (2)