Cooking Instructions
- 1
Pressure mein gosht pani aur sabut garam masala daalen.
- 2
2 adad piyaz, lehsan aur adrak ka tukra add karein.
- 3
30 mint tak slow flame par rakh dein.
- 4
Gosht gal jaye to yakhni drain kar lein.
- 5
Gosht nikal kar aik plate mein rakh lein.
- 6
Piyaz cut karein hari mirchon ko koot lein.
- 7
Pateeli mein ghee daal kar piyaz ko light brown kar lein aur sth he us mein gosht ko fry kar lein.
- 8
Phr is mein hari mirchen add karein aur sth he dahi bhi shamil karein.
- 9
Achi tarah masala sa bhoon lein.
- 10
Chawal daalen aur sth he jitni zaroort ho yakhni shamil karein.
- 11
Cover kar dein 10 mint ke liye.
- 12
Piyaz ko alag pan mein thorra brown kar lein.
- 13
Jab dam deney lgen to green chilli podiney ke patey zarda coulr daalen.
- 14
Piyaz jo alag se brown ki thi wo add karein.
- 15
Dam de dein 15 mint tak.
- 16
Mazedar beef yakhni pulao ready hai.
Similar Recipes
-
-
Beef yakhni pulao Beef yakhni pulao
This is authentic beef yakhni pulao recipe with step by step guide. Hammad Nadeem -
Beef Yakhni Pulao❤️ Beef Yakhni Pulao❤️
#Muharram SpecialMuharram py yakhni pulao to banta hi hai, or yakhni pulao ki be'shumaar qismen hoti hain, har ghar main har tabwy k log apny tariqy sy yakhni pulao banaty hain or sub ka tariqa mukhtalif hota hai, or aisi hi mukhtalif, simple or delicious yakhni pulao ki recipe main ap logon k liye lein kar hazir huwi hun jis ka taste to alla hai hi par khushbu bhi lajawab hai, umeed hai ap log pasand karen gy Rose Mughal -
-
-
Beef Yakhni Pulao Beef Yakhni Pulao
A recipe you must try specially rice lovers#uroobafarmanHania Waqas
-
Beef yakhni pulao Beef yakhni pulao
#joy I made it this recipe my in-laws love this pulao har baar kiya pakai to end pulao pakai🤣🤣 syedas kitchan -
-
Beef Yakhni Pulao Beef Yakhni Pulao
#pledgeforgreenIs parcham k saye talay hum ik hain hum ik hain..Sanjhi apni khushiyan aur gham ik hain, hum ik hain... Hina Ibrahim -
-
-
More Recipes
Comments (2)