Mutton Nalli Nihari

#meatyeid
Eid Ul_Adha ke kuch din to ghosht ka hi raj hota hai ...😊 to ek din banai nalli nihari
Mutton Nalli Nihari
#meatyeid
Eid Ul_Adha ke kuch din to ghosht ka hi raj hota hai ...😊 to ek din banai nalli nihari
Steps
- 1
Sab sy pehlay oil main piyaz light brown kar ke nikal lain.
- 2
Ab adrak,lehsan ko fry kar kay ikar kay is main gosht ko 20 minute take bhon lain.
- 3
.ab saray masaly dal kar 10 minute take fry krain.
- 4
Ab oil ko ooper say nikal lain aur aata blender machine main dal kar aik glass pani dalain aur is ko blend kar lain.
- 5
Aata blend kar ke gosht main dal dain aur 4 glass pani dal kar chamach say 10 minute take hilain takay aatay ki phutki na bun sakay.
- 6
Ab is ko halki aanch per chhor dain jab take key gosht nai gal jata.
- 7
Jab gosht bilkul naram hojaey aur gravy tiyar ho jay to aik barri illachi.kuch kali mirch and ek badiyan ka phool blend kar ke dal ke mix kar lain.
- 8
Ab aap ki mutto nalli nihari tiyar ho chuki hai.
- 9
Serve..Jab serve karrain to ooper nikala huwa ghee dalain aur kati hoi adrak,green chilli,fried piyaz,hara dhania aur lemo dalain😋😋😋 salad and tandoor ki roti sy mazay sy khayin.
Similar Recipes
More Recipes
-

Sirine Chmaysem
-

Shobha Deshmukh
-

Garima Mayur Mangwani -

Soumini Bhattacherjee
-

jaysongeisler -

Lychee Smoothie (Lychee Smoothie)
Daxa Parmar
-

Jowar Poha Chivda Mixture (Zero Oil)
Muniswari.G
-

Radhika Shaparia
-

Shradha Nema (foodgazin')
-

Rachana Sagala
-

Dan Flynn
-

Miranda San Martin
-

Layla (lulu)
-

Greg Schwab
-

Felix Cortes
-

Crispy semolina potato cutlets
DrHiral Langhnoja Bhatiya
-

Meme
-

Sasmita Das
-

Jhansi
-

Janvi Joshi
-

SA_ Kitchen
-

Crispy Crunchy Mung Dal Fritters
Mitali Chavda (Mitali Darshan Vala)
-

Areeba Khan
-

Asna Azeem
-

Felix Cortes









Comments (2)