Cooking Instructions
- 1
Pressure mein ghee daal kar garam karein aur piyaz fry kar lein
- 2
Golden brown hojaye to beef shamil kar dein aur sth he adrak lehsan ka paste bhi add kar dein
- 3
Khoob achi tarah bhoon lein
- 4
Ab is mein dahi aur tamam masaley (garam masala powder) k elawa shamil kar k aur alu daal lein phr se bhoon lein
- 5
Phr apney hisab se pani shamil kar k pressure lagadein
- 6
15 se 20 mint bd pressure khol kar hara dhnia hari mirch aur garam masala daal kar 5 mint cover karein
- 7
Rice aur chapati k sth serve karein
- 8
Mazedar alu gosht ready hai
Similar Recipes
-
Dhaba Style Daal Lauki Dhaba Style Daal Lauki
Nostalgic Days When I Used To Go Dhabba With My Husband..... Madiha Imran -
-
Mutton shanwari karahi Mutton shanwari karahi
Highway dhaba style karahi most favorite dish of my inlaws.#EidKayPakwan#cookpad Syeda Sarah Taha -
-
-
-
-
Aloo gosht shorba Aloo gosht shorba
it is treditional curry I learn from my mother .great taste.Its myall time favourite #cookpad charity Humaira Saleem -
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
-
Karai..pakoray Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay Naila Asif -
More Recipes
https://cookpad.wasmer.app/us/recipes/16043234
Comments (6)